Wednesday, November 4, 2015

EK-AISI-DUNIYA



Ek aisi duniya,
jahan koi udasi na ho.
ek aisi duniya ,
jahan sab khush rahe.
ek aisi duniya,
jahan sab muskurate rahe.
ek aisi duniya,
jahan koi nafrat na ho.
ek aisi duniya,
jahan sab ek dusre ki fikar kare.
ek aisi duniya,
jahan sab ek dursre ki madad karen.


ek aisi duniya,
 jahan ladayi kabhi na ho.
ek aisi duniya,
jahan har tyohar sab milkar banaye.
ek aisi duniya,
jahan log pyar ka sahi matlab samjhe.
ek aisi duniya,
jahan log pyar ki izaat karen.
ek aisi duniya ka intazar hain mujhe,
yakin hai ki ek aisi duniya jald ayegi.

                                           - Ms. Lopamudra Bag BBA HONS II year
Copyright © YUVAAN All Right Reserved
Designed by Jay @ Open w3.